usīprakār (trasataṇī) trasakī (paryāy) paryāy [bhī baṛī
kaṭhināīse ] (lahī) prāpta huī . [vahān̐ bhī ] (laṭ) illī
(pipīl) chīṇṭī (ali) bham̐varā (ādi) ityādike (sharīr) sharīr
(dhar dhar ) bārambār dhāraṇ karake (marayo) maraṇako prāpta huā
[aur ] (bahu pīr) atyanta pīṛā (sahī) sahan kī .
kaṭhinatāse prāpta kī . us tras paryāyamen bhī laṭ (illī) ādi
do indriy jīv, chīṇṭī ādi tīn indriy jīv aur bham̐varā
ādi chār indriy jīvake sharīr dhāraṇ karake marā aur anek
duḥkh sahan kiye