2 ][ shrI jinendra
shrI jin – stavan
(chopAI)
jay bhavi kumudani modan chandA,
jay dinanda tribhuvan aravindA;
bhav tap har sur nar var rUpA,
madajvar jaran haran ghan rUpA. 1
akathit mahimA amit athAI,
nir upamey sarasatA nAI;
bhAvaling vin karma khipAI,
dravyaling vin shivapad pAI. 2
nay – vibhAg vin na vastu pramANA,
dayAbhAv vin nahi kalyANA;
pangul merU chUlikA parasain,
gUngA gAn Arambhe svarasen. 3
yon ayog kAraj nahin hoI,
tum guN kathan kaThin hai soI;
sarva jain shAsan jinamAnhIn,
bhAg anant dhare tum nAhIn. 4
gokhuramen nahin sindhu samAvai,
vAyas lok anta nahi pAvai;
tAten keval bhaktibhAv tum,
pAvan karau apAvan ur ham. 5