vasu prAtihAraj sahit rAjain karat suranar sevajI;
jag taranatAran saran mainne laI tum pad
tum pad mere ur baso, sadA sadhAro kAj.
prabhu tum gaN gAUn charan manAUn shivasukh pAUn jas lIjai.
vasu karma arIgaN
arivighna gayandanako hariho, sukhasampatiko kShaNamen bhari ho.
samavasRutamAnhi virAjat hai, pratihArajakI chhabi chhAjat hai;
tray chhatra su chausaTh chamvar Dharai, nabhamen sur dundubhi ghor karai.
chahun oran tain sur Avat hain, bahu bhakti bhare gun gAvat hain;
jinake padako sir nAvat hain, tinake nit mangal gAvat hain.