Shri Jinendra Stavan Manjari-Gujarati (English transliteration).

< Previous Page   Next Page >


Page 42 of 438
PDF/HTML Page 60 of 456

 

background image
main bhI alpadhI munIndra pUj ApakI karUn;
bhAnuke prapUj kAj dIpakI shikhA dharUn. 56
vItarAg ho tumhen na harSha bhakti kar sake,
vItadveSh ho tumhIn, na krodh shatru ho sake;
sAr guN tathApi ham kahen mahAn bhAvase,
ho pavitra chitta ham haTen malIn bhAvase. 57
pUjanIk dev Ap pUjate suchAvase,
bAndhate mahAn puNya jan vishuddha bhAvase;
alpa agh na doShakar yathA na viSh kaNA kare,
shIt shuchi samudra nitya shuddha hI rahA kare. 58
vastu bAhya hai nimitta puNya pAp bhAvakA,
hai sahAy mUlabhUt antarang bhAvakA;
vartatA svabhAvamen use sahAyakAr hai,
mAtra antarang hetu karma bandhakAr hai. 59
bAhya antarang hetu pUrNatA lahAy hai,
kAryasiddha tahAn hoy dravyashakti pAy hai;
aur bhAnti mokShamArga hoy nA bhavIniko,
Ap hI suvandanIk ho guNI RIShniko. 60
(13) shrI vimalanAthstuti
(bhujangaprayAt chhand)
nityatva anityatva nayavAd sArA,
apekShA vinA Apapar nAshakArA;
42 ][ shrI jinendra