168
] panchAstikAyasangrah
[bhagavAnashrIkundakunda
ath jIvapadArthAnAn vyAkhyAnan prapanychayati.
jIvA sansAratthA NivvAdA chedaNApagA duvihA.
uvaogalakkhaNA vi ya dehAdehappavIchArA.. 109..
jIvA sansArasthA nirvRuttA chetanAtmakA dvividhA.
upayogalakShaNA api cha dehAdehapravIchArA.. 109..
jIvasyarUpoddeshoyam.
jIvA hi dvividhA, sansArasthA ashuddhA nirvRuttA shuddhAshcha. te khalUbhayepi chetanA–svabhAvA,
chetanApariNAmalakShaNenopayogen lakShaNIyA. tatra sansArasthA dehapravIchArA, nirvRuttA adehapravIchArA
iti.. 109..
-----------------------------------------------------------------------------
ab jIvapadArthakA vyAkhyAn vistArapUrvak kiyA jAtA hai.
gAthA 109
anvayArtha– [jIvA dvividhA] jIv do prakArake hain; [sansArasthA nirvRuttA] sansArI aur siddha.
[chetanAtmakA] ve chetanAtmak [–chetanAsvabhAvavAle] [api cha] tathA [upayogalakShaNA]
upayogalakShaNavAle hain. [dehAdehapravIchArA] sansArI jIv dehamen vartanevAle arthAt dehasahit hain aur
siddha jIv dehamen nahIn vartanevAle arthAt deharahit hain.
TIkA– yah, jIvake svarUpakA kathan hai.
jIv do prakArake hain – [1] sansArI arthAt ashuddha, aur [2] siddha arthAt shuddha. ve donon
vAstavamen chetanAsvabhAvavAle hain aur chetanApariNAmasvarUp upayog dvArA lakShit honeyogya [–
pahichAnejAneyogya] hain. unamen, sansArI jIv dehamen vartanevAle arthAt dehasahit hain aur siddha jIv
dehamen nahIn vartanevAle arthAt deharahit hain.. 109..
--------------------------------------------------------------------------
chetanAkA pariNAm so upayoga. vah upayog jIvarUpI lakShyakA lakShaN hai.
jIvo dvividh–sansArI, siddho; chetanAtmak ubhay chhe;
upayogalakShaN ubhay; ek sadeh, ek adeh chhe. 109.