gAthArtha : — [jIvAnAm ] jIvonke [yA ] jo [atattvopalabdhi ] tattvakA agnAn (-vastusvarUpakA ayathArtha – viparIt gnAn) hai [sa ] vah [agnAnasya ] agnAnakA [udaya ] uday hai [tu ] aur [jIvasya ] jIvake [ashraddadhAnatvam ] jo (tattvakA) ashraddhAn hai vah [mithyAtvasya ] mithyAtvakA [udaya ] uday hai; [tu ] aur [jIvAnAn ] jIvonke [yad ] jo [aviramaNam ] aviramaN arthAt atyAgabhAv hai vah [asanyamasya ] asanyamakA [udaya ] uday [bhavet ] hai [tu ] aur [jIvAnAn ] jIvonke [ya ] jo [kaluShopayoga ] malin (gnAtRutvakI svachchhatAse rahit) upayog hai [sa ] vah [kaShAyodaya ] ka ShAyakA uday hai; [tu ] tathA [jIvAnAn ] jIvonke [ya ] jo [shobhana ashobhana vA ] shubh yA ashubh [kartavya viratibhAva vA ] pravRutti yA nivRuttirUp [cheShTotsAha ] (manavachanakAyA-Ashrit) cheShTAkA utsAh hai [tan ] use [yogodayan ] yogakA uday [jAnIhi ] jAno
.
[eteShu ] ye (uday) [hetubhUteShu ] hetubhUt hone par [yat tu ] jo [kArmaNavargaNAgatan ] kArmaNavargaNAgat (kArmaNavargaNArUp) pudgaladravya [gnAnAvaraNAdibhAvai aShTavidhan ] gnAnAvaraNAdi- bhAvarUpase ATh prakAr [pariNamate ] pariNamatA hai, [tat kArmaNavargaNAgatan ] vah kArmaNavargaNAgat pudgaladravya [yadA ] jab [khalu ] vAstavamen [jIvanibaddhan ] jIvamen bandhatA hai [tadA tu ] tab [jIva ]
210