Shri Jinendra Stavan Mala-Gujarati (English transliteration).

< Previous Page   Next Page >


Page 182 of 253
PDF/HTML Page 194 of 265

 

background image
182 ][ shrI jinendra
is tanamen kyA rAchai jiyarA, din-din jIran ho hai;
tej kAnti-bal nitya ghaTat hai, yA sam athir su ko hai.
pAnchon indrI shithil bhaI ab, sAns shuddha nahin Avai;
tApar bhI mamatA nahin chhoDe, samatA ur nahin lAvai. 17
mRutyurAj upakArI jiyako, tanason tohi chhuDAvai;
nAtar yA tanabandIgRuhamen, paDaupaDau bilalAvai.
pudgalake paramANu milaken, piNDarUp tan bhAsI;
ye to mUrat main hUn amUrat, gnAnjeti gun khAsI. 18
rog-shok Adik jo vedan, te sab pudgal lAre;
main to chetan vyAdhi vinA nit, hain so bhAv hamAre.
yA tanason is kShetrasambandhI, kAraN An banyo hai;
khAnpAn de yAko poShyo, ab sam bhAv Thanyo hai. 19
mithyAdarshan AtmagnAn bin, yah tan apano jAnyo;
indrIbhog gine sukh mainne, Apo nAhin pichhAnyo.
tan binasanatain nAsh jAni nij, yah ayAn dukhadAI;
kuTumb Adi ko apano jAnyo, bhUl anAdi chhAI. 20
ab nij bhed jathArath samajho, main hUn jotisarUpI;
Upajaivinasai so yah pudgal, jAnyo yAko rUpI.
iShTaniShTa jete sukhdukh hain, so sab pudgal sAgain;
main jab apano rUp vichAro, tab ve sab dukh bhAgain. 21
bin samatA tananant dhare main, tin men ye dukh pAyo;
shAstraghAtatennanta bAr mar, nAnA yoni bhramAyo.