kahAnajainashAstramAlA] ShaDdravya–panchAstikAyavarNan
[
75
AtmanashchaitanyAnuvidhAyI pariNAm upayoga. sopi dvividha–gnAnopayogo darshano–payogashcha. tatra
visheShagrAhi gnAnan, sAmAnyagrAhi darshanam. upayogashcha sarvadA jIvAdapRuthagbhUt ev,
ekAstitvanirvRuttatvAditi.. 40..
AbhiNisudodhimaNakevalANi NANANi panchabheyANi.
kumadisudavibhangANi ya tiNNi vi NANehin sanjutte.. 41..
AbhinibodhikashrutAvadhimanaparyayakevalAni gnAnAni panychabhedAni.
kumatishrutavibhanggAni cha trINyapi gnAnai sanyuktAni.. 41..
-----------------------------------------------------------------------------
gAthA 40
anvayArtha– [gnAnen cha darshanen sanyukta] gnAn aur darshanase sanyukta aisA [khalu dvividha]
vAstavamen do prakArakA [upayoga] upayog [jIvasya] jIvako [sarvakAlam] sarva kAl [ananyabhUtan]
ananyarUpase [vijAnIhi] jAno.
TIkA– AtmakA chaitanya–anuvidhAyI [arthAt chaitanyakA anusaraN karanevAlA] pariNAm so
upayog hai. vah bhI doe prakArakA hai–gnAnopayog aur darshanopayoga. vahAn, visheShako grahaN karanevAlA
gnAn hai aur sAmAnyako grahaN karanevAlA darshan hai [arthAt visheSh jisamen pratibhAsit ho vah gnAn
hai aur sAmAnya jisamen pratibhAsit ho vah darshan hai]. aur upayog sarvadA jIvase apRuthagbhUt hI
hai, kyonki ek astitvase rachit hai.. 40..
gAthA 41
anvayArtha– [AbhinibodhikashrutAvadhimanaparyayakevalAni] Abhinibodhik [–mati], shrut, avadhi,
manaparyay aur keval–[gnAnAni panychabhedAni] is prakAr gnAnake pAnch bhed hain; [kumatishrutavibhanggAni cha]
aur kumati, kushrut aur vibhang–[trINi api] yah tIn [agnAn] bhI [gnAnai] [pAnch] gnAnake sAth
[sanyuktAni] sanyukta kiye gaye hain. [is prakAr gnAnopayogake ATh bhed hain.]
--------------------------------------------------------------------------
apRuthagbhUt = abhinna. [upayog sadaiv jIvase abhinna hI hai, kyonki ve ek astitvase niShpanna hai.
mati, shrut, avadhi, mana, keval–pAnch bhedo gnAnanA;
kumati, kushrut, vibhang–traN paN gnAn sAthe joDavAn. 41.