stavanamāḷā ][ 159
kar dūr rāgādik nirantar, ātmako nirmal karūn,
bal gnān darshan sukh atul, lahi charit kṣhāyik ācharūn.
ānandakand jinendra ban, upadeshako nit uchcharūn,
āvain ‘amar’ kab sukhad din, jab dukhad bhavasāgar tarūn. 4
shrī jin – stavan
(rāg – chhappay)
dekhe shrī jinarāj, āj sab vighan nashāye,
dekhe shrī jinarāj, āj sab maṅgal āye.
dekhe shrī jinarāj, kāj karanā kachhu nāhīn,
dekhe shrī jinarāj, hauns pūrī manamānhīn.
tum dekhe shrī jinarāj pad, bhaujal añjulijal bhayā,
chintāmani pāras kalpataru, moh sabanison ūṭhi gayā. 1
dekhe shrī jinarāj, bhāj agh jāhin disantar,
dekhe shrī jinarāj, kāj sab hony nirantar.
dekhe shrī jinarāj, rāj manavāñchhit kariye,
dekhe shrī jinarāj, nāth dukh kabahun na bhariye.
tum dekhe shrī jinarājapad, romarom sukh pāīe,
dhani āj divas dhani ab dharī, māth nāthakon nāīye. 2
dhanya dhanya jinadharma karmakon chhinamen torai,
dhanya dhanya jinadharma paramapadason hit jorai.